Saturday, June 18, 2016

Koi kaam ka deewana h,
Koi naam ka deewana h,
Aaj ki duniya m har koi deewana h,
Bhul gaye h sab usko,
Jo sabka parwana h,
Koi dareenda h
To koi farista h
Magar sab usi panah m palate h
Wo khuda sabka Mali
Sabka rakhwala h
By mad writer virendra bharti
9636937803


No comments:

Post a Comment

गजल एक भारती