Friday, June 24, 2016


Tu chori rajputane ki,
 M chora mahant gharane ka,
Tu choki thane se dare nhi,
Apne aage koi tike nhi,

Itihaas gavah h Apni yaarI ka,
Chahe itihaas dekha lo kisi bhi raj gharane ka,

Chahe baat ho jaipur ki,
Ya ho kumbhal gadh ki,
Chahe jhan ka itihaas utha lo,
Naam apna mita nhi,

Phir Kyo bhula diya hame,
Jab tutI parampara raj gharane ki,
M punchata hu kya rajputane ke khoon m wo ubal nhi raha,
Jo mere bharat ki mitti ki khushbu kam ho gayi,
Kya wo is badhti hui dareendagi ko nhi rok sakte,
Jaago mere bharat vasIyo ,
Bharat loot raha h ,
Ise bacha lo,
Jai hind jai bharat

By mad writer
virendra bharti
9636937803

No comments:

Post a Comment

गजल एक भारती